Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2020

Wo Jazbon ki Tijarat Thi Ghazal

Wo Jazbon ki Tijarat Thi Ghazal Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur smjha tha ussy hansny ki aadat thi ye dil kuch aur smjha tha hamesha us aankhon me dhanak k rang hoty thy ye uss ki aam halat thi ye dil kuch aur smjha tha kaha us ne chalo ik nai dunya sjatay hain ussy sojhi shrart thi ye dil kuch aur smjha tha wo mery pas bethi dair tak ghazlain meri sunti usy khud se mohabbat thu ye dil kuch aur smjha tha mery kandhy pe sir rekh kr kahin kho gai thi wo ye ik waqti inayat thi ye dil kuch aur smjha tha.

Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hoon main

Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main O pareshaan hoon main Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Tere masum sawaalon se pareshaan hoon main O pareshaan hoon main Jeene ke liye sochaa hi nahi Dard sambhaalane honge Jeene ke liye sochaa hi nahi Dard sambhalane honge Muskuraaye to muskuraane ke Karz utarne honge Ho muskurauun kabhii to lagataa hai Jaise honthon pe karz rakha hai Tujhse naaraaz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaye Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaaye Mile jo hamein dhoop mein mile Chaanv ke thande saaye Ho tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayengi Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayengi Kal kyaa pataa inke liye Aankhe...

Kabhi Mom Ban Ke Pighal Gaya

Kabhi Mom Ban Ke Pighal Gaya, Kabhi Girte Girte Sambhal Gaya, Usay Rokta B To Kis Tarah, K Wo Shakhs Etna Ajeeb Tha, Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se, Kabhi Ashk Se Na Pighal Ska.! Sar-E-Rah Mila Wo Agr Kabhi, To Nazar Chura K Guzar Gya, Wo Utar Gaya Meri Ankh Se, Mere Dil Se Kyun Na Utar Ska. Wo Chala Gya Jahan Chor K, Main Wahan Se Phir Na Palat Ska. Wo To Sambhl Gaya Mujhe Chor K, Main Bikhar K Phir Na Simat Ska…

DIL-E-GUMSHUDA! KABHI MIL ZARA..MUJHE WAQT DE,MERI BAAT SUN!!!!

Zara Yaad Kar Mere Humnafas

Zara Yaad Kar Zara Yaad Kar Mere Humnafas Mera Dil Jo Tum Pe Nisar Tha Zara Yaad Kar Mere Humnafas Mera Dil Jo Tum Pe Nisar Tha Woh Dra Dra Sa Jo Pyar Tha Tere Shokh Qadmon Ki Dhool Thi Tera Bhi Dil Beqarar Tha Zara Yaad Kar Zara Yaad Kar Hoo.... Zara Yaad Kar Mere Humnafas Mera Dil Jo Tum Pe Nisar Tha Woh Ghuti Ghuti Si Nawaye Dil Meri Ahey Dard Ka Saz Thi Hoo.. Woh Ghuti Ghuti Si Nawaye Dil Meri Ahey Dard Ka Saz Thi Jo Parhi Thi Ashkon Ne Toot Ke.. Jo Parhi Thi Ashkon Ne Toot Ke Kisi Bekhuda Ki Namaz Thi Jise Ro Diya Hai Zara Zara Meri Bebasi Ka Fashar Tha Tera Bhi Dil Beqarar Tha Zara Yaad Kar Zara Yaad Kar Ooo… Zara Yaad Kar Mere Humnafas Mera Dil Jo Tum Pe Nisar Tha Zara Yaad Kar Zara Yaad Kar Mera Gham Tu Hai Gham-E-Mubtila Main Jiya Magar Main Jiya Nahin Hoo.... Mera Gham Tu Hai Gham-E-Mubtila Main Jiya Magar Main Jiya Nahin Tera Gham Hai Teri Nidamtain.... Tera Gham Hai Teri Nida...

Maghror he sahe mujhe acha boht laga

Maghror he sahe mujhe acha boht laga Wo Ajnbi to tha magar apna boht laga Rotha hua tha Hans para mujh ko daikh kar Mujh ko to es Qadar b dilasa boht laga Sehra maen je raha tha jo darya Dili k sath Dekha jo ghor sae to piyasa bohat laga Wo jis k dum' qadm sae thi basti ki Ronqain Basti ujarr gai to Akaila boht laga Resham pehen kar b Meri Qeemat na barh saki Khadar b usk jism par mehnga boht laga MOHSIN jab ainae pae Meri sans jam gai Muhj ko khud apna aks b dundla boht laga 

kabhi yun bhi aa mere rubaru Tujhe pas pa Kar main ro paroon

Kabhi Yoon Bhi Aa Mere Ru-ba-Ru Kabhi Yoon Bhi Aa Mere Ru-ba-Ru Tujhe Pass Paa Ke Main Ro Paroon Mujhe Manzil-e-Ishq Pay Ho Yaqeen Teri Dharkanein Main Suna Karoon Kabhi Sajaa Loon Tujhko Aankhon Main Kabhi Choom Loon Tere Honthon Ko Kabhi Tere Dil Main Basaa Karoon Kabhi Yoon Bhi Aa Mere Ru-ba-Ru Tujhe pass Paa Ke Main Ro Paroon کبھی یوں بھی آ میرے رو برو  تجھے پاس پا کہ میں رو پڑوں  مجھے منزل عشق پہ ہو یقین  تجھے دھڑکنوں میں سنا کروں  کبھی سجا لوں تجھ کو آنکھوں میں  کبھی تسبیحوں میں پڑھا کروں  کبھی چوم لوں تیرے ہاتھوں کو  کبھی تیرے دل میں بسا کروں

Best two line Shayari ever

Best two line Shayari ever

Sad Urdu Shayari

Sad Urdu Shayari

Chehra Badal Badal Kar Mujy Mil Rahay Hein Loog...!!

Chehra Badal Badal Kar  Chehra Badal Badal Kar Mujy Mil Rahay Hein Loog...!! Itna Bura Salook, Meri Saadgi Ke Sath...!!

Dil-e-Marhoom Ko KHUDA Bakh-shy

Dil-e-Marhoom Ko KHUDA Bakh-shy Dil-e-Marhoom Ko KHUDA Bakh-shy Bari Ronaq Lagaye Rakhta Tha...

Zindagi Khaak Na Thi... Khaak Uratey Guzri..

zindagi khaak na thi Zindagi Khaak Na Thi... Khaak Uratey Guzri.. Tujh Se Kya Kehte  Tere Paas Jo Aatey Guzri.. Din Jo Guzra Tu  Kisi Yaad Ki Ro Me Guzra.. Shaam Aai To Koi  Khuwab Dikhaty Guzri..... Ache Waqton Ki Tamanna  Mein Rahi Umar-e-Rawaan, Waqt Aisa Tha K Bus  Naaz Uthatey Guzri... Zindagi Jis K Muqaddar Mein Ho Khushiyaan Teri, UsKo Aata Hai Nibhana... So Nibhatey Guzri... Zindagi Naam Udhar Hai  Kisi Sarshaari Ka... Aur Idhar Duur Se  ek Aas Lagatey Guzri... Raat Kya Aayi K  Tanhai Ki Sargoshi Me... Hawa Ka Aalam Tha Mgr Suntey Sunatay Guzri... Baarha Choonk Si Jaati Hai  Musaafat Dil Ki.., Kis Ki Aawaz Thi Ye... Kis Ko Bulatey Guzri...!!! ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺧﺎﮎ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ ،ﻣﮕﺮ ﺧﺎﮎ ﺍﮌﺍﺗﮯ ﮔﺰﺭﯼ ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮐﯿﺎ ﮐﮩﺘﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﭘﺎﺳﺲ ﺟﻮ ﺍﺗﮯ ﮔﺰﺭﯼ ﺩﻥ ﺟﻮ ﮔﺰﺭﺍ ﺗﻮ ﮐﺴﯽ ﯾﺎﺩ ﮐﯽ ﺭﻭ ﭘﺮ ﮔﺰﺭﺍ ﺷﺎﻡ ﺁﺋﯽ ﺗﻮ ﮐﻮﺋﯽ ﺧﻮﺍﺏ ﺩﮐﮭﺎﺗﮯ ﮔﺰﺭﯼ ﺍﭼﮭﮯ ﻭﻗﺘﻮﮞ ﮐﯽ ﺗﻤﻨﺎ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﯽ ﻋﻤﺮ ...

Zindagi Tujh Par Bohat Ghor Kia Hai

Zindagi Tujh Par Bohat Ghor Kia Hai Zindagi Tujh Par Bohat Ghor Kia Hai Main Ne Tu Rangeen Khayalon K Siwa Kuch Bhi Nahi..

Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon Mere sath tune kya kia

Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon Mere sath tune kya kia Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon Mere sath tune kya kia Jahan Aaas ka koi diya nahi Mujhe us nagar pohancha diya Naa mai barh sakoon naa mai ruk sakoon Naa hee dil ki bat samajh sakoon Naa kisi ko kuch bhi keh sakoon Tujhe kya kahon tune kya kia Mujhe manzilon ki khabar to dee Par Raston ko uljha diya Aey Zindagi tujhe kya pata Yaha kis ne kisko gunwaa diya Aey zindagi tujhe kya kahoon mere sath tu ne kya kiaa...

Dil chahta hai kuch aisa likhun..

Dil chahta hai Urdu Poetry Dil chahta hai kuch aisa likhun... Lafzon ki ahein niklein.. Qalam sy laho tapky.... Kaghaz par dard bikhry... Meri khamoshi tutay... Phir aziyat sy jaan chutay....

Wasi shah Urdu ghazal Kash main Tere Haseen hath ka

Wasi shah Urdu  ghazal Kash main Tere Haseen hath ka  Kash Main Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota Tu Bare Piyar Say Chaao Sey Bare Maan Ke Sath Apni Nazuk Si Kalaai Mein Charhati Mujh Ko Aur Bay Taabi Say Furqat Ke Khizaan Lamhom Mein Tu Kisi Soch Mein Dobi Jo Ghomati Mujh Ko Main Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak sa Jata Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhe Choma Karti Tere Hontoon Ki main Hidat Say Dehak Sa Jata Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Ke Safar Par Jati Mar-Marein Hath Ka Takiya Banaya Karti Main Tere Kan Say Lag Kar Kai Batein Karta Teri Zulfon ko Tere Gaal Ko Choma Karta Jab bhi tu band-e-qaba kholne lagti janan Apni ankhon ko tere husan se khaira karta Mujh Ko Bey Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha Main Teri Rooh Ke Gulshan Mein Meehakta Rehta Main Tere Jism Ke Aangan Mein Khanakta rehta Kuch Nahi To Yahi Be Naam Sa Bhandhan Hota Kash Main Tere Haseen Haath Ka Kanghan Hota کاش میں تیرے حسیں ہاتھ کا...

Samandar Ma Utarta Hon To Ankhen Bhig Jatie Hen

      Samandar Ma Utarta Hon To Ankhen Bhig Jatie Hen                              Samandar Ma Utarta Hon To Ankhen Bhig Jatie Hen Tari Ankhon Ko Parhta Hon To Ankhen Bhig Jatie Hen Tumhara Naam Likhna Ejazat Chin Gai Jab Se Koi Bhi Naam Likhta Hon To Ankhen Bhig Jati Han Tari Yadon Ki Kushboo Dharkano Ma Raks Karti Ha Tare Gham Main Sulgta Hon To Ankhen Bhig Jati Hen Ma Hans K Jhail Lata Hon Jodai Ki Sabhi Rasme Gale Jab Kise K Lagta Hon To Ankhen Bhig Jati Hen Na Jana Ho Gaya Hon Is Qadar Hasas Kab Se Kise Se Bat Karta Hon To Ankhen Bhig Jati Hen Wo Sab Gozre Hua Lamhat Muj Ko Yad Ata Hen Tumhara Khat Jo Parhta Hon To Ankhen Bhig Jati Hen Ma Sara Din Bohot Masrof Rehta Hon Magar Johi Qdam Chokht Par Rkhta Hon To Ankhen Bhig Jati Hen Hazaro Mosmo Ki Hukmarani Ha Mara Dil Par Jab Bhi Hansta Hon To Ankhen Bhig Jati He n

Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai

Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai, Wahaan mohabton ka zawaal hota hai, Kissi ko apnaa banana hunnar hi sahi, Kisi ke ban ke rehna kamaal hota hai.. جہاں سوال کے بدلے سوال ہوتا ہے وہاں سے محبتوں کا زوال ہوتا ہے کسی کو اپنا بنانا ہنر ہی سہی کسی کا بن کے رہنا کمال ہوتا ہے

Tu mera hosla to dekh Daad to de mujhe ke ab Shoq-e-kamal bhi nahi Khof-e-zawal bhi nahi

Tu mera hosla to dekh Tu mera hosla to dekh Daad to de mujhe ke ab Shoq-e-kamal bhi nahi Khof-e-zawal bhi nahi Main bhi bohat ajeeb hoon Itna ajeeb hoon ke bass Khud ko tabah kar liya Aur malal bhi nahi

Hasrat e deedar bhi kya cheez hai sahib...

Hasrat e deedar bhi kya cheez hai sahib... Hasrat e Deedar bhi kya cheez hai "Ghalib" Wo samny ain tu Musalsal dekha bhi nahi jata. . !

Jab Kanch uthane par jain Tum hath hmare le jana Jab samjho koi sath nahi Tum sath hamara le jana

love poetry in urdu for boyfriend most romantic love poetry in urdu sad love poetry in urdu love poetry english urdu love poetry for her Jab Kanch uthane par jain Jab Kanch uthane par jain Tum hath hmare le jana Jab samjho koi sath nahi Tum sath hamara le jana Jab dekho k tum tanha ho or raste hain dushwar boht Tab hum ko apna keh dena Bebaak sahara le jana Jo bazi bhi tum jeeto gay jo manzil bhi tum pao gay Hum pas tumhare hon na hon Ehsas hamara le jana Agar yaad hamari Aa jaiy Tum pas hamare Aa jana Bas ik Muskan hamain dena Phir jaan bhi chahy le jana Jab Kanch uthane par jain

Udasiyon Ka Ye Mosam Badal B Sakta Tha Urdu Ghazal

Udasiyon Ka Ye Mosam Badal B Sakta Tha Udasiyon Ka Ye Mosam Badal B Sakta Tha Wo Chahta To Mere Sath Chal B Sakta Tha Wo Shaks Tu Ne Jise Chorne Mai Jaldi Ki Tere Mizaj K Sanchay Mai Dhal B Sakta Tha Wo Jald’baaz Khafa Ho K Chal Dia Warna Tanazay Ka Koi Hal Nikal B Sakta Tha Anaa Ne Haath Uthane Nai Dia Warna Meri Dua Se Wo Pathar Dil Pighal B Sakta Tha Tamam Umer Tera Muntazir Raha Mohsin Ye Aur Baat, Who Rasta Badal B Sakta Tha Udasiyon Ka Ye Mosam Badal B Sakta Tha

2 line Urdu poetry

2 line Urdu poetry