Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon Mere sath tune kya kia
Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon Mere sath tune kya kia


Aey Zindagi Tujhe kya KahoonMere sath tune kya kia


Aey Zindagi Tujhe kya Kahoon
Mere sath tune kya kia


Jahan Aaas ka koi diya nahi
Mujhe us nagar pohancha diya


Naa mai barh sakoon naa mai ruk sakoon
Naa hee dil ki bat samajh sakoon


Naa kisi ko kuch bhi keh sakoon
Tujhe kya kahon tune kya kia


Mujhe manzilon ki khabar to dee
Par Raston ko uljha diya


Aey Zindagi tujhe kya pata
Yaha kis ne kisko gunwaa diya


Aey zindagi tujhe kya kahoon
mere sath tu ne kya kiaa...