Wo Jazbon ki Tijarat Thi Ghazal

Wo Jazbon ki Tijarat Thi Ghazal
Wo Jazbon ki Tijarat Thi Ghazal


Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur smjha tha
ussy hansny ki aadat thi
ye dil kuch aur smjha tha
hamesha us aankhon me dhanak k rang hoty thy
ye uss ki aam halat thi ye dil kuch aur smjha tha
kaha us ne chalo ik nai dunya sjatay hain
ussy sojhi shrart thi ye dil kuch aur smjha tha
wo mery pas bethi dair tak ghazlain meri sunti
usy khud se mohabbat thu ye dil kuch aur smjha tha
mery kandhy pe sir rekh kr kahin kho gai thi wo
ye ik waqti inayat thi ye dil kuch aur smjha tha.