Skip to main content

Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen

Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen
Sarapa muhabbat Jamaal uski ankhen

Jhuken to lagti hain zevar haya ka
Uthen to Karen phir sawal uski ankhen

Milen to mai dono jahan dekar lelon
Wo chehra wo zulfen wo gaal uski ankhen

Agar koi poche ke dunya mai Kya hai
Dewana kahega misaal uski ankhen

In ankhon ke kajal mai dooba hon shayad
Ajab phir chali hain ye chaal uski ankhen

Comments

Popular posts from this blog

Tu mera hosla to dekh Daad to de mujhe ke ab Shoq-e-kamal bhi nahi Khof-e-zawal bhi nahi

Tu mera hosla to dekh Tu mera hosla to dekh Daad to de mujhe ke ab Shoq-e-kamal bhi nahi Khof-e-zawal bhi nahi Main bhi bohat ajeeb hoon Itna ajeeb hoon ke bass Khud ko tabah kar liya Aur malal bhi nahi

Tujhe Ishq ho Khuda kare Koi Tujh Ko Us Se Juda Kar

Tujhe Ishq ho Khuda kare Koi Tujh Ko Us Se Juda Kar Tujhe Ishq ho Khuda kara Poetry Tujhe Ishq ho Khuda kare Koi Tujh Ko Us Se Juda Kar Page navig Tujhe Ishq ho Khuda kare Koi Tujh Ko Us Se Juda Kar Tujhe Ishq Ho Khuda Kare Koi Tujh Ko Us Se Juda Kare Tere Hont Hansna Bhool jain teri aankh purnam rahi karay Tere Samne Tera Ghar Jalay Tera Bas Chale Na Bujha Sakay Tere Dil Se Nikle Yehi Dua, Youn Na Ghar Kisi Ka Jala Kare, Tujhe Hijar Ki Wo Jhari Lage, Too Har Pal Milan Ki Dua Kare, Too Usay Dekh K Ruk Pare, Wo Nazar Jhuka k Chala Karay Tujhe Neend Na Aaye Rat Bhar, Too Ghari Ghari Gina Kare, Hans Hans K Sab Se MiLa Kare, Chup Chup ke Tu Roya Kare, Zindagi Se Bezaar Rahe, Mar Mar K Too Jiya Kare, Phir Ishq Par tujhe Ho Yaqeen, Usay Tasbeehon Mein Parha Kare, Phir Mein Kahon Ishq Dhaong Hai, Too Nahi Nahi Kia Kare.............! تج ھے عشق ہو خدا کرے کوئی تجھ کو اُس سے جدا کرے تیرے ہونٹ ہنسنا بھول جائیں تیری آنکھ پرنم رہا کرے تو جسے بھی دیکھ کر رک پڑے وہ نظر جھکا ...

Ghazal Mujhe justaju e Ishq hai, teri qurbaton ka sawal hai

Izhar e  Mohabbat poetry  in Urdu Ishq  Mohabbat  Shayari Urdu Shayari  Mohabbat  facebook Sachi  Mohabbat  Shayari Urdu Mohabbat poetry   Ghazal Mujhe justaju e Ishq hai, teri qurbaton ka sawal hai