Usne kaha tum me pehle jaisi baat nahi.
Usne kaha tum me pehle jaisi baat nahi


Usne kaha tum me pehle jaisi baat nahi.


Maine kaha zindagi me tera saath jo nahi.


Usne kaha ab bhi kisi ki ankhon me doob sakte ho.


Meine kaha kisi ki ankho me ab woh baat nahi.


Usne kaha kyu itna toot kar chaha mujhe.


Maine kaha insaan hu pathar dil nahi.


Usne kaha kya bewafaa hu me.


Meine kaha mujhe ab wafa ki talash nahin.


Usne kaha bhul ja mujhe ab.


Maine kaha Tum Haqiqat ho koi khwaab nahI.