What is Shab-E-Barat?
Shab-E-Barat manner the night time of forgiveness
or Day of Atonement.
People pray to god both in preparation for
Ramadan and for the forgiveness of
the sins committed by them.
The pageant is also referred to as Boraks Night.

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Rehmaton ki Hai Ye Raat
Namazon Ka Rakhna Sath
Manwa Lena Rab se Har Baat
Duaon mien Rakhna Yaad
Mubarak ho Aap ko Shab-e-Barat ...


Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Qaboliyat Ki Ap Pey Barsat Ho...

Khushiyon Sey Ap Ki Mulaqat Ho...

Koi Adhori Na Rahay Dua Ap Ki...

Aisi Mubarak Yeh aney wali SHAB_e_BARAT ho.

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Rehmaton Ki Aai Hy Raat...
Dua Hy Aap SAda Rahen Aabad
Dua Men Rakhna Hamen B Yaad
Mubarak Ho Apko
SHab-E- Baraat...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Meri toti photi ibadaton ko aisy kr Qabul ay "RABBe-KARIM"

Kai sajdy mn jaoun to mjhse juray hr rishty ki Duayn qabul ho jayn...
Aamin...
Shab-e-Meraj mubarik ho

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Qismat Badal Jayegi Zara Dil Se Dua Karo,
Dunya Bhi Hil Jayegi Agar Dil Se Dua Karo,
Din Raat Main Ik Lamha Qabooliya Ki Ghari Hai,
Manzil Bhi Mil Jayegi Agar Dil Se Dua Karo...
Shab-e-Barat Mubarak

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

15 Shaban
A Blessing Night Is Very Near
A Real Day Of Calculation Of
Life
Death
Food
Shelter
Every Thing Is Going To Decide For Next Year,
If you Ever Found Me Doing Back Biting,
If I Ever Hurt you Directly/Indirectly...
So Please Forgive Me!
For That...
And Remember Me & My Fmly In your Prayers!
May Allah Grant Countless Blessing
To you And Your Family

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Hazrat Abu Bakr Siddiuq (R.A)

Se Riwait Hai K Jnab

Hazrat Muhammad (S.A.W) Nay Famaya:.

Utho Shaban Ki 15 Raat Ko

Islye K Bilyakeen Ye Raat Mubarak Hai

Farmata Hai Allah Talaa Is Raat Ko

K Koi Hai Bakshish Chahta Ho

Mujhse Ta K Men Baksh Doon

Aur Tandrusti Mangay To Tandrusti Doon

Aur Hai Koi Mohtaj K Asooda Haali Chahta Ho

Ta K Usay Men Asooda Kardon ?

Subah Tak Yehi Irshad Farmata Hai…..

(Shaban ki 15 raat)

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Shab-e-Barat mubarik ho
Aey ALLAH aj me tujse sb k lye mangta hon,
 ” Kamil Iman” 
“Sacha Yaqin”
 “Kushada Rizq” 
“Ajizi or Pyar krne wala Dil”
 Tera Zikr krne wali Zuban”
 Halal or Pak Rozi” 
“Sache Dil se mot se phly ki Tauba 
“Mot k waqt Kalma or Asani” 
“Marne k bad ...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Hazrat Ali (RA) Se Riwayat Ha K Nabi Pak (SAW) Ne Irshad Farmaya
“Jab Shabaan Ki 15vi Shab Ay

To Tum Rat Ko Qayam Kro

Yani Nawafil Parho

Or Din Ko Roza Rakho…

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Tujhe tou Khabar hai mien kitna bura houn,
Tou aiboun ko meray chupa meray Moula,
Mujhay Naik Insaan bana meray Moula,
Keep me in ur prayers, u all will be in mine InsahAllah...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Arsh Sy Noor Chala Or Haram tak Phuncha
Silsala Mery Ghunaho ka Karam Tak Phuncha

Teri(Mohammad s) Meraj kh Tu jany kaha tak Phunchay
Meri Meraj khy main tery Qadamon Tak Phuncha...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

I’m sorry if I hurt you, ignored you or teased you. Please forgive me this Shab e Barat Shab e Barat is near, may this be a blessed year for all If I ever brought a single tear to your eyes, I apologize this Shab e Barat and ask for forgiveness May our names be written in the list of people who are offered forgiveness this Shab e Barat I humbly request for forgiveness during this Shab e Barat and to move forward from my mistakes May this be the year I prove myself to be a good person.
 Happy Shab e Barat...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

I wish you a special night, please remember me in your prayers Allah I make a special prayer to you, please forgive me, because Shab e Barat is a night of forgiveness My dear friends and family please forgive me if I hurt you in my life, either directly or indirectly Please Allah, forgive our sins May all of my family members have a blessed Shab e Barat May this night bring happiness and blessings for all Allah, please make everything beautiful for me in the coming year Allah, you have given me a beautiful life and a blessed night, please make my future bright.
Ameen...

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Shab-E-Baraat Par  Hazrat Ali  ka aamal :-

 Hazrat Ali k mutaliq hai k wo or is raat main baar baar ghar se bahar nikal kar aasman ki taraf nigah utha kar dekhte or phir farmate k Hazrat Dawood Alaih Salam bhi is raat main asse hi baar baar bahar nikal kar aasman ki taraf dekha karte the or farmaya karte the..

"yeh aisi gahri (time) hai ka jo is main ALLAH TA'ALA se dua mangta hai, ALLAH TA'ALA isse qabool farmata hai.

Shab-E-Baraat ki kuch khuosiyaat:

 Ghroob-e-aftab k baad se tulo-e-subah sadik tak haq allah ke khusosi tajaliyaat aur anwaar ki musalsal barish or aasmani duniya ki taraf ALLAH TA'ALA ka nuzool.

 ALLAH TA'ALA ki Apne bando per khusosi rehmat or sari raat farishtoon k zarye gunnahgaroon ki talb-e-magfirat, bimaroon ko talb-e-aafiyat-o-sehat, hajat mandoon ko apni hajat poori hone k liye dua mangne ki dawat.

Bimaroon, gunahgaroon aur hajatmandoon waghera ke liye qabooliyat-e-edua ki bishrat.

 Gunnahgaroon ko apne gunnahoon se sachi toba karne per Janat ki basharat aur dozakh se nijat ka parwana.

Aik saal k ander marne wale, paida hone wale, Hajj karne wale logon k mutaliq faisla farishtoon k sapurd kar diya jata hai.
Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Shab-E-Barat ( 15th Shaban ) k rozay ka hukum :-

 15 Shabaan ka roza farz ya wajib nahi, balke nafli hai, magar is ka bara Agar-O-Sawab hai. 
 Hazrat Ali  se riwayat hai k Aap (SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM) ne irshad farmaya: 
"Jab Shaban ki pandhriwin raat aaye to is raat ko qayam karo  aur  din ka roza rakho.
Shab-E-Baraat main Qabristaan jane ka hukum:- 
Hazrat Muhammad  (SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM) SE Shab-E-Baraat main qabristaan jan sabit hai, lekin wo bhi bilkul akele khamoshi se, is mokay per qabristan main mahez ghumne phirne k liye jana, mela lagana ya khilaf-shara koi kaam karna munasib nahi.

Is raat kin aamwar se bachna zaroori hai?
Shab-E-Baraat jo k bari fazilat wali raat hai, is main aksar hazraat la-ilmi main kharafat k martkab hote hain, khususan bache baroon ki sarparasti main aatish bazi karte hain, yeh bohat bara gunnah hai, Khususan dusroon takleef de kar khush hona issi tarahan paisoon ka zaya karna jo k israf hai aur Quran main assay logon ko Shetan ka bhai kaha hai. Is tarhan baz log toliyon ki surat main gup shup karte hain, ghibat aur gunnah k martakab hote hain, is se bachna bhi bohat zaroori hai.
Baz Hazraat raat teen (3), char (4) baje tak jagte hain phir so jate hain aur Fajar ki namaz nahi parhte, yeh bhi sakth gunnah hai. Hadees main hai k ager banda Isha ki namaz jamat se parhe aur Fajar ki namaz parhe aur darmiyan main koi gunnah ka kaam na kare aur so jaye to is ki sari raat ibadat main shumar hoti hai.
Aaye is mubrak raat main ehad (wada) karein k aainda koi gunnah ka kaam na kareinge, kisi ki haqtallfi na kareinge, apni zaat se bhaliye aur deen ka kaam kareinge aur is raat main hasb-e-istata'at, Tilawat, Zikar-o-Aazkar, Salat-ul-tasbeh aur nawafil waghera ka ahtamam kareinge aur saath hi umat-e-muslima k liye khusisi dua'ein karein k Allah ki rehmat hamari taraf mutawaja aur aaj musalaman jis mushkil surat-e-haal se do char hain is khatama ho (Aameen).


The hadith is narrated by Hazrat Ali (RA) in which Prophet Muhammad (PBUH) said about 15th of Shaban in these words:

“When it is the fifteenth of Shaban, then stand (in worship) at night and fast during the day. Because Allah descends in this night at sunset to the first heaven and says: ‘Is there any seeker of forgiveness, that I may forgive him? Is there any seeker of sustenance, that I may sustain him? Is there anyone in affliction, that I may remove his affliction? Is there anyone like this, like that (and so on)’. This continues until Fajr.” (Ibn Majah)

In another hadith, Prophet Muhammad (PBUH) said:
 “In the fifteenth night of Shaban, Allah manifests and forgives all His creation except for the Mushrik (idolater) and the spiteful.” (Ibn Majah)

The Mother of believers Hazrat Aisha (RA) reported:
 “The Prophet Muhammad (SAW) said: ‘On the middle night of Shaban (that is, Shab-e-Barat), Allah most high descends to the lowest heaven and remits more sins than the hair of the goats of Banu Kalb.’” (Tirmidhi)

Hazrat Aisha (RA) also narrated that,
 “I missed Allah’s Messenger during the night and found Him in al-Baqui’. He (PBUH) said: Were you afraid that Allah and His Messenger would deal unjustly with you? I said: Allah’s Messenger, I thought that you had gone to some of your other wives. He (SAW) said: Verily Allah, the Exalted and Glorious, comes down to the heaven of the world in “the middle night of Shaban” and forgives sins even more abundant than the hair of the goats of Kalb.” (Tirmidhi)

The full month of Shaban is very important. The importance of this month is evident from the tradition narrated by Hazrat Aisha (RA):
 “The Prophet Muhammad (SAW) did not fast in any month more than Shaban.” (Bukhari)

The Shab e Barat is the blessed night in which a Muslim can repent on the previous mistakes and sins with a true heart and receive forgiveness from Allah Almighty. Muslims can turn towards Allah Almighty and find His doors of forgiveness open for him or her in this blessed night. Therefore, every Muslim must make use of this night and repent in front of Allah Almighty so that He forgives the sins that a person committed throughout the year.

May Almighty Allah forgive our sins and give us the strength to follow the Sunnah of our beloved Prophet Muhammad (SAW). Ameen!

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Namaz Nafal for Shab-e-Barat:

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all

Dua for Shab-e-Barat:
Shab-e-Barat 2020 Mubbarik to all